Wednesday, June 12, 2013
Labels:
hazal-e-arjoo
yade ab bhi mere mehkush pulindo ki syahiyo me kaid hai
mne ye sab kuchh 2010-11 me likha tha, just socha ye sab
mne kuchh ahem khyalo me dub ker likha tha, ye kho jaye kisi
din pulindo ki katran me isase behter khi sanjo ker rakh leta hu
so m posting that.
ye tasveere mere beete dino ki khani bya krti h
ye sab mne usake liye bnaya ya likha, jisake khyalo me ye
umra-e-daulat luta dena sukoo deta tha, ye 3rd pic me "ankita"
meri mandira(avnish bhadur singh) ne likha hai., baki akhiri akchher
me chhupe armaa mere the:)) aur bhi bhut si aisi tasveere aur syahiyo ki
ki ummed hai mere collection me. kabhi mood aaya to share krne ki
kosish krunga....
"hazal-e-arjoo"
Posted by
Roshan Yadaw
at
9:34 AM
jindgi ke kuchhe beete huwe lamho ke ehsas kuchhyade ab bhi mere mehkush pulindo ki syahiyo me kaid hai
mne ye sab kuchh 2010-11 me likha tha, just socha ye sab
mne kuchh ahem khyalo me dub ker likha tha, ye kho jaye kisi
din pulindo ki katran me isase behter khi sanjo ker rakh leta hu
so m posting that.
ye tasveere mere beete dino ki khani bya krti h
ye sab mne usake liye bnaya ya likha, jisake khyalo me ye
umra-e-daulat luta dena sukoo deta tha, ye 3rd pic me "ankita"
meri mandira(avnish bhadur singh) ne likha hai., baki akhiri akchher
me chhupe armaa mere the:)) aur bhi bhut si aisi tasveere aur syahiyo ki
ki ummed hai mere collection me. kabhi mood aaya to share krne ki
kosish krunga....
1.
khi to thi
ek rat adhuri tere na ane se
ek jalte
huwe diye ki umeed h
tujhse is
kabra ko us jamane se
2.
apne
aahato ki hairat ko hta le
meri yado ki
guftgu se
mujhe achha
ni lagta meri her
yad tumpe hi
ja,theher jati h"
3.
sochta hu in
ujalo ki bandish me
apni
khamoshiyo ko teri ankho me dekhker
ek din m bhi kisi dafn-e-khak sa udta
huwa chala
aunga tere khayalome,,
4.
her bikherte
katro ke tukdo se keh gya tha m
uske yado ki
mehek ab bhi mere ilteja me her khi h.
5.
do g'uz mitti kured kr sukoo aya,
us
kabra-e-ehtiyat ki,,,,,
meri umeede-e-arjoo-e-khwahishein
aj bhi
mehfoooj h wha per,
6.
mera dil tod
ker kehti h wo najook pari ,
'mujhe tere awaaz me ek khoye huwe
derd ki
bikhri huwi kashish dikhti
7.
waqt ki mehroom sanso me
dhadkane gumsuda rehti h meri
teri ek najaer ki, numais ki khatir
her katro me jal uthata h ye dil
8.
mujhe afsos
h un kagzo ki kori sivato ki
khwahisho
pe, jo her waqt mujhse khud
ko shyahiyo
me bhigo dene ki ummeeed rakhti h
,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,roshAn”
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
No comments :
Post a Comment